Wah kya Martaba Huwa Tera Lyrics - Darseislam.com WAH KYA MARTABA HUWA TERA NAAT LYRICS


Wah Kya Martaba Huwa Tera

Tu Khudaa Ka Huwa Khudaa Tera 


ya Martaba Huwa Tera


Taaj Wale Ho Usmein Ya Mahutaaj

Sab Ne Paaya Diya Huwa Tera


Wah Kya Martaba Huwa TeraHaath khali Koyi Phira Na Phire
Hai Qhazana Bhara Huwa Tera

Wah Kya Martaba Huwa Tera


Aaj Sunte Hain Sune Wale Kal
Dekh Legen Kaha Huwa Tera


Wah Kya Martaba Huwa Tera


Isse Tu Jane Ya Khuda Aur Jaane
Peshe Haqq Rutba Kya Huwa Tera


Wah Kya Martaba Huwa TeraKaam Touhin Se Hain Najdi ko
Tu huwa Ya Khuda huwa Tera 


Wah Kya Martaba Huwa Tera


Jo Tera Hogaya Khuda Ka Huwa
Jo Khuda Ka Huwa Khuda Huwa Tera 


Wah Kya Martaba Huwa Tera


Zaat Bhi Teri Inteqab Huwi
Naam Bhi Mustafa Huwa Tera


Wah Kya Martaba Huwa Tera


Ek Alam Khuda Ka Talib hain
Aur Talib huwa Khuda Tera 


Wah Kya Martaba Huwa TeraKaam Bigde Huwe Bana Dena
Kaam Kis Ka Huwa Huwa TeraWah Kya Martaba Huwa TeraBigdi Baaton ki Fikr Karana "HASAN"
Kaam Hai Sab Bana Huwa Tera


ZAUQ-E-NAAT

Post a Comment

0 Comments